by NaadeAli | Jan 26, 2024 | Rohani Ilaj
Khauf insaan ki fitrat ka hissa hai aur is se mukammal tor par koi bhi nahi bach sakta. Baaz cheezon ka khauf insaan ke liye zaroori hai aur khauf ki wajah se insaan apne aap ko mahfooz rakhne ki koshish karta hai. Misal ke tor par aag, hadsa, saanp aur khatarnak...
by NaadeAli | Dec 29, 2023 | Rohani Ilaj
Bukhar aik aam bimari hai jo kisi bhi mausam mein kisi bhi umar ke fard ko mutasir kar sakti hai. Bukhar mausmi bhi ho sakta hai, jo aam taur par Pakistan mein December se February ke shuru tak bachon ko mutasir karta hai. Lekin jaise hi barish ho jati hai, bachon ko...
by NaadeAli | Dec 2, 2023 | Rohani Ilaj
Sugar ek aisa marz hai jis mein hamare khoon ke khalai shakar ko jazb nahi kar paate. Is liye shakar khoon mein jazb nahi hone ki wajah se khoon mein shakar ki miqdar kafi zyada ho jaati hai jiski wajah se fard ko Sugar ka marz lahaq ho jata hai. Khoon mein shakar ki...
by NaadeAli | Dec 1, 2023 | Rohani Ilaj
Insani jism mein khoon ki raftaar ko blood pressure kaha jata hai. Ek aam insaan ke khoon ka bahao 120 /80 ya is ke lag bhag hona chahiye. Blood pressure agar 120/80 se zyada hoga to ye high blood pressure hai aur agar is se kam hoga to ye low blood pressure hai. High...
by NaadeAli | Nov 19, 2023 | Rohani Ilaj
Gham, udasi, aur naumidi ka musalsal ehsaas depression hai. Depression ek aam zehni marz hai jo dunya bhar mein har umr ke afraad ko mutasir karta hai. Mardon ki nisbat khawateen ko depression ka marz zyada lahaq hota hai. Depression zehni marz hai jo ke halka aur...
by NaadeAli | Nov 4, 2023 | Rohani Ilaj
Sar chakrana aik aam bemari hai jo kisi bhi umar mein kisi bhi fard ko mutasir kar sakti hai. Is bemari ki aam wajuhat bhi ho sakti hain aur yeh kisi bhi intehai bemari ki alamat bhi ho sakti hai. Is post mein hum chakkar aane ki 23 wajuhat aap ko batayenge is ke...